Azadari / Matam
Fiqa Jafriyah
Touheed
Nabuwat
Imamat & Ahlebait
Khawateen Kay Masail
Mardo Kay Masail
Shirk
Muttah
Azdawaji Masail
Gharalo Masail
Rozay
Bidat
Namaz
Nikkah
Music & Movies
Ilmiyaat
Sood Kay Ahkam
Zakat / Khums & Sadqa
Tabarrah
Food
Ijtehad / Taqleed
Duas
Hajj & Umrah
Eid
Funeral / Janaaza
Nazar o Niyaz
Job & Education
Others
Shakhsiyat
Aadab & Akhlaqiyat
Imam e Zamana [A.S]
Dream Interpretation
Animal/Pets
Islam & Quran
Horoscope / Zodic & Stones
Nusehri / Munkir
Sahaba
Islah/Correction
Itehad
Stock Exchange
Nasha / Durgs
Shubhaat
Jihad / Shaheed
Qayamat
Islamic Laws & Principle
Jisam / Body
Taharat e Pakizgi
Boyycot
Games
Haram / Halal
Names & Meanings
Soch / Fikar Or Khiyaalat
Tarbiyat e Aulad
Tarikh / History
Ulmah O Deeni Taleem
Nazar o Mannat
Bond / Investment / Profit
Amar Bil-Maroof Wa nahi Anil-Munkar
Sood Kay Ahkam
[ Code : 1788 ] [ Name : sammer abbas ] [ Page Views : 58 ]
Aslam allekum,sir sistani sahab ki tozee main likha hai k ap kafron say sood lay saktay hain to kia hum os bank(standard charted)main is niyat say raqam rakhwa saktay hain k hamin ya bank sood day kun k is bank main kafron ka sarmaya laga hoa ha is ka answer dain.Allah ap ko khus rakhay.
[ Country : Pakistan ] [ City : karachi ] [ Religion & Sect : Islam / Shia ]
Sood Kay Ahkam
[ Code : 1657 ] [ Name : Molaai ] [ Page Views : 80 ]
Apse ye pochna hai kay kiya Bank Ke Nokri Halal Hai ya Haram Hai. Kyun kay aksar ye hadees sunni hai k Sood lenay wala. sood denay wala our sood likhnay wala teenon jahanmi hen.
[ Country : pakistan ] [ City : Lahore ] [ Religion & Sect : Fiqh-e-jafri ]
Sood Kay Ahkam
[ Code : 1547 ] [ Name : waseem abbas ] [ Page Views : 91 ]
aslamo aliakum aagha sahab mera sawal ye ha ke agr me bank ma kuch raqam monthly profit ki neat se jama kraon to kya wo profit mere lye hallal ha ya haram?for example agr bank mje 100000 deposit per 1000 monthly offer kre?main aagha sastani ki takleed krta hon.thank you
[ Country : Pakistan ] [ City : rawalpindi ] [ Religion & Sect : fiqa jafria ]
Sood Kay Ahkam
[ Code : 1509 ] [ Name : Mahmood ul Hassan ] [ Page Views : 66 ]
Salamon Alaik. Mohtarm Kia wo Banks Jo Sood pe logon ko qarza deti hen un men ek Shia Mulazmat kar sakta hay jb k qarzay dene ki use bhi zamendari di gae ho. Awr us ki tankha Hilal hogi ya Haram?
[ Country : pakistan ] [ City : Tando Muhammad Khan ] [ Religion & Sect : fiqa-e-jafria ]
Sood Kay Ahkam
[ Code : 1420 ] [ Name : azhar abbas ] [ Page Views : 71 ]
kuch sal se main karobar kar raha tha kuch mali posian thek na hony ki waja se mujhay sood pr raqm bank se lainy pari ab boht preshan allah se dua karta hoon mujhay sood say jan chorway aur rizk e halal dy. meri apeal hay k agar ho saky to mujhay qarz e hasn a........
[ Country : pakistan ] [ City : ] [ Religion & Sect : isla/shia ]
Sood Kay Ahkam
[ Code : 1298 ] [ Name : SYED KASHIF ZAHOOR ] [ Page Views : 84 ]
Salam... sood hraam to hai is k hraam honey ki wajah islam ne kia farmaai hai?
[ Country : pakistan ] [ City : MULTAN ] [ Religion & Sect : ISLAM/SHIA ]
Sood Kay Ahkam
[ Code : 1230 ] [ Name : iqbal noorani ] [ Page Views : 231 ]
kasi shaks nay govt of pak kay bachat certificits may 5 lacs rs lagaye hou or or 10 saal kay arsay kay baad ussay masalan 10 lacs rs wapis milla hou is surat may asal sarmayeah 5 lacs our azafi raqam doosaray 5 lacs kay uppar kia kasi qisam ki zakat ya khums ya kharaat ka koie hukum hey .
[ Country : Pakistan ] [ City : Karachi ] [ Religion & Sect : Islam / Shia ]
1
2
3
4
5
Next